Yesu ke naam me
Published August 21, 2026
Yesu ke naam me (2)
Hum fatah pate hain
Yesu ke naam me (2)
Shaitan dur bhagta hai
Yesu Masih ke kadir naam ka
Mukabla kaun kar sakta hai
Yesu Masih ke kadir naam me
Hum fatah pate hai
Hum fatah pate hain
Yesu ke naam me (2)
Shaitan dur bhagta hai
Yesu Masih ke kadir naam ka
Mukabla kaun kar sakta hai
Yesu Masih ke kadir naam me
Hum fatah pate hai
