Pichhe Masih ke chalta rahen
Published August 21, 2026
Chorus:
Pichhe Masih ke chalte rahen
Aage hi aage badte rahen
Yesu ke hokar gar tum rahe
Badte chalte (3) yeh gate huwe
1. Dushman zamana hota rahe, Ranj aur alam ki parvah kisse
Woh hai hamara ham uske.
2. Sara zamana gaye yeh, Jai raja Yesu jai barre ki
Yehi hamara nara rahe
3. Tarikiyon me chalte rahen, Jai raja Yesu kahte rahen
Jhan jhan jhanj bajate huwe
4. Lahu bahaya fidiya diya, Kyon na mai gaun hallelujah
Hallejuah sabh milkar kahen