Aye duniya ke logo
Published August 21, 2026
Chorus:
Aye duniya ke logo, ounchi awaaz karo,
Gao khushi ke geet, Uske gungaan karo
Ibadat karoh, Uski Ibadat karoh x 4
1. Yaad rakho ke, Wohi ikk Khuda hai,
Hamko yeh jeevan, Ussi ne diya hai.
Ussi charghah se, hamm sabb hain aaye,
Hamd -o- Sana ke , hamm geet gaayein
Rabb ka tumm shukar karoh, ounchi awaaz karo,
Gao khushi ke geet, Uske gungaan karo
Ibadat karoh, Uski Ibadat karoh x 4
2. Naam-e-Khudawand, kitna mubarak,
Mera Khudawand kitna bhala hai,
Rehmat hai Uski , Saddion purani,
Waffah ka azal se yehi silsala hai.
Uss par imaan dharoh, Usske ghar aao challoh,
Gao khushi ke geet, Uske gungaan karo
Ibadat karoh, Uski Ibadat karoh x 4
Aye duniya ke logo, ounchi awaaz karo,
Gao khushi ke geet, Uske gungaan karo
Ibadat karoh, Uski Ibadat karoh x 4
1. Yaad rakho ke, Wohi ikk Khuda hai,
Hamko yeh jeevan, Ussi ne diya hai.
Ussi charghah se, hamm sabb hain aaye,
Hamd -o- Sana ke , hamm geet gaayein
Rabb ka tumm shukar karoh, ounchi awaaz karo,
Gao khushi ke geet, Uske gungaan karo
Ibadat karoh, Uski Ibadat karoh x 4
2. Naam-e-Khudawand, kitna mubarak,
Mera Khudawand kitna bhala hai,
Rehmat hai Uski , Saddion purani,
Waffah ka azal se yehi silsala hai.
Uss par imaan dharoh, Usske ghar aao challoh,
Gao khushi ke geet, Uske gungaan karo
Ibadat karoh, Uski Ibadat karoh x 4
