Aao sijda karen

Published August 21, 2026
Chorus:
Aao sijda Karen (2)
Asman ke Khuda ki ibadat Karen (2)
1. Teri kurbat ka Yesu maza aur hai
Teri mehfil ka Yesu maza aur hai
2. Tune murda dilon ko jila baksh di
Bewafaon ko Tune wafa baksh di
3. Tu hai waadon ka saccha na badla kabhi
Tune toofan me humko na chodha kabhi